Delli main travel karna apne aap main ek challenge hai chahe voh BUS main , metro main ya rickshaw !! Yahan har cheej ka apna he maja level and Specialization hai...
If you are traveling in Bus ...then you always have 1-1 with JAAT driver /conductor...waise bola jata hai jaaton ka ladka ya bandook chalata hai ya bus....
agar aap rickshaw main jayenge toh always have bihari babu...bole toh bihari ya IAS officer banega ya riksha chalayega...waise ajkal IT main bhi aa jatein hain :)) to get BHALUE for variable... actually they use 'BH' in place of 'V'
aur agar aap Metro main jaa rahe ho joh wahan mixed community mil jayegi so dont worry in metro , but metro main alag he duniya hai....aapko 2 seater main 2 hanson ka jodha milega....ya voh uske sath waali joiner main ek dusare k headphone sunte huye....aur mann main ek he gana hoha.."khullum khulla pyar karenge hum dono ....is duniya se nahin darenge hum dono"
bujurg log apni reserved kota ki seat jarur lenege aur ladkiyon wala dabba bhara raheta hai and smell like a rose garden.....jahan aapko har season k phool milenge.....rest boxes main young boys always in standing position becoz voh bechare chaha kar bhi seat parr baith nahin sakte aur galti se baith gaye toh unki maa bahen ya pita samaan purush unhe utha dete hain....
Middle age man ...hmmmm hu hu inke baare main likhna thoda controversial hota hai but interesting bhi.....Actually yeh raat main thdoa late sote hain.....stop ur dirty mind...aray bachon ka homework...biwi se ladai....aur etc etc...reason se...
haan haan aur bhi reason hote hain....but metro main inka sabse bura haal hai ...agar kisi ladki se takra jaayen....toh bas woman mukti morcha unhe daba dega.....agar aadmi se takra jaaye..."Haramkhor..saale pichey ho jaa....ya aray bhai aram se.....etc etc....!!
but kya karen...jindgi hai he aisi "aur aise he milegi dubara"
Kuch mast community k log bhi hote hain....is metro main.....u knw...inko rights milega ya nahin milega yeh toh inka devta he bata sakta hai but inke liye travel karna jaise ramgopal verma ki aag film main item song hona ....ya himesh reshamiya k sarror baar bar sunana....kynki yeh jahan bhi khade hon...wahin unko apna jahan lagta hai ....except first box of metro...aur kabhi moka chukane se baaj nahin aate......abhi abhi mera ek dost inka shikar hote hote bacha.....ohh god pls metro main inka kaher se bachao....
Traveling in Buses main mast raheta hai ..bachapnn main 1 rs coin and now a days 5 rs coin used by private driver to control bus and humara DTC buses ka level high hai ajkal they used sitti....ya digital indicator!!
but technology aney se unka style change nahin hua ...bole toh....wahi common dialog hai joh last 29 yrs se sun rahi hun..."Aey gaaddi eib rok de...chori baaithh jaa...kae jaa raya se....kivaad band kar de....taau tu na manaya"!! they have their own style aur aaj bhi buses yeh log bike k style main chalate hain.....aur private bus waale second lane main he rokate hain taaki koi aur takeover na kare.....
but bhala ho low floors buses ka jinhoney kuch better kia..and always prefer to sit at back side..always fresh and have better view...:))
Next our so called rickshaw wala.......inke baare main jitna bolu ya likhu kam hai so i would like to give honor to write in separate blog :))
No comments:
Post a Comment